Return & Refund Policy
Agar aap ko damaged, ghalat ya defective product mile to delivery ke 7 din ke andar hamein bata dein.
Return ke liye product apni original packing mein aur unused hona chahiye. Verification ke baad replacement ya refund process kiya jata hai.
Ba-ijazat-e-company, accessories jin ki seal khuli ho (earbuds, cases waghera) hygiene ki wajah se return nahi hoti, ilawa is ke ke product defective ho.